uski aankh se ansoo aane se pehle hi ruk jaate
usko vida karte, isse pehle hi lamhein tham jaate
fir...
na wo judaai ka dard hota
na uski aankh nam hoti
na wo hamari aankh se ojhal hota
...............
Bass zindgi mein kaash ye kaash na hota
to shayad koi armaan adhoora na rehta.....!!!!
No comments:
Post a Comment