aankhen samajhti hai dil ki guhaar,
aur kar deti hai ansoo ki bauchaar
labo pe fir na koi lafz aate hai
na hi dimag mein koi khayal
bass chalti hai to aankho ke aage ek chhavi...
chaavi...un palo ki
jo saath beete...
aur jo saath beet sakte the.....
No comments:
Post a Comment