abhi zindgi mein koi fir se khaas hua hai
jee rahe the hum tanha
par zindgi na kategi tanha, aisa vishvas hua hai....
raaston ke guzarn ka farmaan aaya hai
shayad manzilon ke karib aane ka gumar chhaya hai
mukammal jahan nai milta kisiko
par is kahavat ko galat sabit karne mein mazaa aaya hai...
kisi ke ishq mein duba yeh dil hua hai
uske bina pal na kate, aisa lagne laga hai
kehte hai pyaar log jise
aaj shayad usi ka ehsaas hua hai...