raahein beshak suni thi
hum beshak akele the
par ek tumhari yaad thi jo hamesha mere saath thi
ek tumhare pyaar ka ehsaas tha jo kabhi tanha na chodta tha
par aaj...
ye raahein sach mein suni hai
ye dil vakai akela hai.....
na wo ehsaas hai
na wo pyaar hai....
No comments:
Post a Comment