na un rahon mein jaate....
na un manzilo se taaruf hota
jaha hum samne hokar bhi samne na the,
jaha hhum milkar bhi mile nai...
jaha bina kahe bahut kuch keh diya,
jab us lamhe pe waqt theher gaya aur nafz daud padi
aur jaha rukhsati ke pal mein sukhi aankho ne bhi gaalon ko nami de di...
jaha jab yaad aayi to mann unse milne ke sapne bunne laga
aur jaha
bass woh yaad hi apni thi, baaki sab paraya....!!!!!
No comments:
Post a Comment